
Har lafz likhne mein waqt lagta hai,
dard ko dil mein daba ke jeena padta hai.
Tu kya jaane ishq kya hota hai,
dil mein aansu, hothon pe muskurana kya hota hai.
Aur jab dard hadd se badh jaaye,
usse lafzon mein utaarna kya hota hai…
Yeh sirf likhna nahi hota,
apni rooh ko kagaz pe utaarna hota hai.
Tu kya jaane mohabbat kya hota hai.