Tu paas hokar bhi meri kahaan thi,tu door reh kar bhi meri nahi hai…Log kehte hain bhool ja usse—woh bewafa thi,par yeh dil maanta hi nahi hai…Roz samjhata hoon isse, par yeh maanta hi nahi,har dard ko khud mein basa leta hai…Isse toh ek tarfa pya...

Har lafz likhne mein waqt lagta hai,dard ko dil mein daba ke jeena padta hai.Tu kya jaane ishq kya hota hai,dil mein aansu, hothon pe muskurana kya hota hai.Aur jab dard hadd se badh jaaye,usse lafzon mein utaarna kya hota hai…Yeh sirf likhna nahi...
