Vo chala gya,
Mujhe apna banakar,
Phir mujhe yu chhodkar,
Mera sapna todkar,
Mujhse yu muh jodkar,
Vo chala gya..
Usne baad kiya tha mujhse,
Ki jivan bhar sath nibhayega,
Par bich raah me mujhe fasakar,
Vo chala gya..
Mujhe gahra dost banakar,
Mera akelapan dur kiya,
Ab mujhe akela chodkar,
Vo chala gya..
Par kyu chala gya,
Aur kb vapas aayega,
Mujhe ye bina bataye hi,
Vo chala gya...
I will miss you always. .