Back to feed

Mujhe khusi chahiye jiban me

Mujhe khusi chahiye jiban me

Mujhe khusi chahiye jiban me

Me khush rehna chahti hun.

Mujhe wo sab karna he kam jo me aj tak nahi kar payi hun

Mujhe dar se bahar ana he

Duniya me kuch kar ke jana he

Parivar ko sametna he

Khud ka ek nahi pehchan banana he

Dusro ko me jo parishani se guzri hun

Unko kaise nahi hoga unko batana he

Mujhe khush rehna he

Baatcheet