Back to feed

ME KHUSH HUN APNI DUNIYA MEIN

Mujhe kisika Ehsan nahi chahiye

Ghar wale bhi job mujhe shadi karba diye

Unko laga bojh unka utar gayi

Lekin unka hi diya hua samda abhi tak chal rahi he

Jiban me ekeli pad gayi hun

Abhi maa mujhe sambhal rahi he

Meri bhagbati maa

Khud ki maa bhi chod di duniya me

Ghar ke log bhi paraye ho gaye

Maa mujhe sambhallena

Baatcheet