Pata hai hum apni zindagi mein kitne sapne dekhte hai hum wo sapne dekhte hai jise zindagi kabhi sach he nhi karti shayad kuch log khwabo ki duniya se nikal he nhi pate hai hai hum na apni zindagi mein wo Khwab dekhte hai jise hum har haal mein pura karna chahte hai par Sach nhi kar pate kyu ki duniya bhar ke log beech mein aa jate hai mana ki zindagi bohot choti hai par is choti si zindagi mein agar hum apne khwab poore nhi karenge to kya faida mana ki hum wo kuch khwab adhure reh jate hai par jab moka mile to wo Khwab poore zarur karna
Mana ki Sapne dekhna achi baat hai par un sapno ko poora karna aapki zimmedari hai