Back to feed

Ek inshan jisne mujhe sabse jyada sikhaya

Mujhe ek anjan shaks se Bina mile pyar ho gaya...

Mene use sirf video call Mai dekha or me tham gai use dekh kar yesa laga hi nahi ki vo anjan hai yesa laga ki Mai barsho se use janti hu. Mene dubara pyar me bharosa karna sikha lekin aaj vo bhi badal gaya mujhe pyar karna sikha ke

Ek insan aapko aapko tub Tak hi pyar kar sakta hai jab tak uska man hai bina matlab kabhi vo aapse pyar nahi karega—

Khudko akela kabhi mahsoos nahi karna aapki jindgi ka motivation aap khud ho .gir ke uthna hai to pyar ke liye kabhi nahi bhagna .apne aap ke uper kam karke aapne aapko banana .

Baatcheet